Sunday, October 23, 2011

Jhoot.

Joothe Tickto pe chute lamhe,
Lamho ko ab sach bata dije,
Laut aaye jo rote veerano se, unhe,
Darwaaz-e-dastak ka ab tho pata dije

6 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Jhoote vaadoein pe bheje Gaye lamahe
    Lamho ko ab sach bata bhi dijiye, aur jo
    Laut aaye rote veerano se, unhe,
    Darwaaz-e-dastak ka ab tho pata dijiye

    ReplyDelete
  3. Hai yakeen aapko ki Jo laut aaye,
    Woh phir namak nahin chhirkein ge
    zakhmo par,
    Yaa aapko bhi lagaa
    Ki hame maza aaya unh
    Yaad-e-yaar ko veerano mein
    Bhej kar.

    ReplyDelete
  4. I have now earned my licence to be a learner.

    There will not be a moment of weakness again.

    ReplyDelete
  5. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  6. @SPV, Urdu shairi ki duniya mein khushaamdeed; here's one by Ghalib:

    Ug raha hai dar-0-deewar se sabza 'Ghalib'
    Hum bayaban mein hain aur ghar mein bahaar aayi hai.

    ReplyDelete